Spiga

Imam Hussain(a.s):"Verily people are the slaves of the world & their religion is superficial, only on their tongues.They are attentive to it as long as their material benifits are provided,but when they are tested ,the number of true devotees dwindles" Ref Bihar-Ul-Anwar .

Dua’a Khatmul Quran- after finishing Quran

Dua'a Khatmul Quran- after finishing Quran


DUAA–E–KHATME QUR'AN



Jaan na chaiyae ke Quran majeed ke kuch adaab hain,jismae ek DUAA–E–KHATME QUR'AN hai. Lehaza Quran ki tiulawat aur Quran khwani kae baad is dua ka padhna munasib hai, Jissae inshallah kafi faeda pahunchega. Khuda wanda kareem paak kitaab ki tilawat kaernae waloon kae dil ki naek muraad poori kere kae jo Quran kae waastae sae baaragah e nilahi mmain talab karae. Aameen

Recite this Duaa after Khitma of the Holy Qur'an, it is narrated by Imam Ali (A.S.)


Bismillaar-Rahmaanir-Raheem.


Allaahummashrah Bil Qur'ani Swadree Wasta'amil Bil Qur'ani Badanee Wa Nawwir Bil Qur'ani Baswaree Wa Atliq Bil Qur'ani Lisaanee Wa A'innee Alayhi Maa Abqaytanee Fa Innaahoo Laa Hawla Walaa Quwwata Illaa Bika. ( Dua e ameerul momineen(a.s)

Tarjuma


Khudaya kushadah kar ba tuhfail e quran maera seenae ko aur amaal main la ba waastae Quran maerae badan ko aur munawwar farma ba tuhfail quran maeri binaee ko aur goya ker ba waastae Quran maeri zabaan ko aur madad farma. iskae padhnae main jab tak ki tu mujhae baqi rekh pas koi nahin qudrat aur quuwatwala mager tu.


Then recite this Duaa:


Bismillaahir-Rahmaanir-Raheem. Allaahummaa Innee As'aluka Ikhbaatal Mukhbiteen Wa Ikhlaaswal Mooqineen Wa Muraafaqatal Abraari Wa Istihqaaq Haqaaikil Eemaani Wal Ghaneemata Min Kulli Birrin Was-Salaamata Min Kulli Ismin Wa Wujooba Rahmatik Wa Azaaima Maghfiratik Wal Fawza Bil Jannati Wa Najaatam-Minan-Naar.


Then recite this Duaa:


http://www.alqaim.info/unity/wp-content/uploads/2007/10/duakht1.JPG



http://smma59.files.wordpress.com/2007/10/duakht2.JPG


http://www.alqaim.info/unity/wp-content/uploads/2007/10/duakht3.JPG


FAQ ON ZAKAT AL-FITRAH

www.smma59.wordpress.com
www.alqaem.org
www.alqaim.info/unity
S.M.Masoom

0 comments: